Hazrat Abdullah bin Masood
kehtay hain:
tum 3 moqon par apnay DIL ko talash karo
1.Qur'aan sun'nay k waqt
2.ALLAH kay zikar ki majlason main
or
3.Tanhaa'i main
agar in moqon par tum apnay DIL ko na pao to ALLAH say dua karo keh WOH tumhain aik DIL ataa karay,kion keh tumaray paas DIL maujood nhy hai.



0 comments:
Post a Comment